Shajarah Shareef English/Farsi/Punjabi

Shajarah Shareef Punjabi

Audhu Billahi Min Ash Shaytan Ar Rajim
Bismillah HiRahman NiRahim

Ala Inna Awliya ‘Allahi La Khawfun Aalayhim Waa La Hum Yahzanoon; Al-Ladhiyna Aamanuu Wa Kaanuu Yat-Taquun

Hey Naqshbande Alam Naqshey Murbaband
Nasqhe Chuna Baband Ke Goyand Naqshband
Ya Allah Meh Bowta Asey Naal Khatawa,
Barya Fazal Karey Tey Bakshish Pawa Tere Shaan Kibriyaa,
Tere Zaat Kareem Khudaiyaa Sadiya Baksh Khtawa
Sadka Paak Muhammad Sarwar Sadqa Kul Awliawaan
Hazrat Abu Bakr Saddiqe Pyaarey Shah Sulimaan Haqaani
Imaam Qasim Tey Jafar Sadiq, Khwaja Ji Bastami
Abu Al Hasan Tey Bu Ali Pyarey Tey Yusuf Hamdanvi Abdul Khaliq Khwaja Arif Shah Mahmood Afghani
Aziza Ali Tey Samaasi Baba Mehyr Kalaal Lasaani
Shah Bahuddin Attar Bukhari Wa Mehboob Garamey
Sayad Muhammad Yaqoob Charki Obeidullah Muhammad Zahid Rakhshani
Darwesh Muhammad Khwaja Imkangi Baqi Billah Lasanni
Hazrat Imam Mujaddid Sahib Shah Masoom Meh Warey
Hujatullah Zubair Muhammad Ashraf Shah Bukhari
Hazrat Sayad Jama-Ullah Muhammad Isa Faizullah Tehrahi Hazrat Khwaja Noor Muhammad Tey Fakeer Muhammad Chowrahi
Mey Waare Meh Sadke Jawa Jindarey Gowl Gamawaa
Hafiz Abdul Kareem Pyarey Mehboob Kul Awliawaan
Sowna Naam Mubarak Hazrat Khwaja Sufi Nawabudeen Pyaraa
Jis Dey Zariey Rab Rowshan Kiyta Ey Zamana Sara
Ik Nazar Karam Dey Kar Dey Hazrat Khwaja Sufi Muhammad Aslam Pyaara
Jis Dey Zariey Rab Rowshan Kiyta Asia Europe Sara
Wa Wa Sohna Shadpur Wala Wa Wa Sohniya Nazah
Sowbat Majlis Peer Meray Dee Kar Dee, Aye Meyram Raza
Ya Allah Sadqa Sohni Shadpuri Da Sohna Yaar Da
Jinnah Da Naksha Nakshbandia Da Peer Da Saraa
Hazrat Khwaja Sufi Muhammd Aslam Pyaraa
Akaan Dee Rownak Dil Daa Sowz Samla Gura Da Peer Sara
Deen Duniya Dai Kaam Tamaney Fazoloon Aap Sunwarey
Naal Inha Awliaawan Raba Aajiz Hashir Utawey. Aajiz Tey Miskeen Namaaney Mangdey Har Dam Eyow Duaaey
Ya Rab Madni Aka Tey Sowna Murshid Dil Tey Naam Bulahi

Shajarah Shareef Farsi

Audhu Billahi Min Ash Shaytan Ar Rajim
Bismillah HiRahman NiRahim

Ala Inna Awliya ‘Allahi La Khawfun Aalayhim Waa La Hum Yahzanoon; Al-Ladhiyna Aamanuu Wa Kaanuu Yat-Taquun

Hey Naqshbande Alam Naqshey Murbaband
Nasqhe Chuna Baband Ke Goyand Naqshband
Fazl Kar Yaa Rab Mere Haale Zabu Par,
Rehm Daal Mujhe Aloodeh Ehseeya Rehmat Kee Nazr
Tujko Apnee Kibrayiee Kee Kasam Heh,
Beniyaaz Muj Saraapa Masiyyat Par Kar Dare Afzaal Baaz
Tuj Ko Dayta Hoon Tere Joodo Saha Ka Wasta,
Fazl Ka, Rehmat Ka, Bakshish Ka Ataa Ka Wasta
Tere Rehmat Ke Khazane Me Kameem Kohi Nahee,
Or Tere Joodo Karam Ke Intaha Kohi Nahee
Meh Kahoo Be Wasta Kis Moo Se Bakshish Ke Leeye,
Kuch Wasilai Pesh Karata Hu Sifarish Ki Liye:
Kar Karam Ham Par Hazrat Muhammed Mustafa Ke Wasta,
Fakhre Mojoodaat Shah He Doosrah Ke Wasita
Us Rasool Be Badl Ka Wasta,
Raz Daar Khilwate Bazme Azi Ka Wasita
Rehm Farma Hazrat Siddique E Akbar Ke Leyee,
Ashiq Wa Dildada Husne Peyamber Ke Leye
Hazrat Suleman Farsi Be Reya Ka Wasta,
Hazrat Qasim Imam E Aulia Ke Wasita
Kar Imam Jafar Sadiq Ke Sadqe Me Ataa,
Too Najata Daimee Ka Muj Ko Durre Be Baha
Bayazido Bool Hasan Or Boo Ali Faremadee,
Ya Ilahee Laj Rakhle In Ke Sadqe Me Mere
Hashr Ki Din Yousaf Hamdanvee Ka Saat Ho,
Unka Damaane Mukadas Or Mere Haat Ho
Shah Abdul Khaliq Wa Shah Arif Rewaragee,
Khwaja Mahmood Azizah Sahibe Khulqe Nabee
Muhtram Baba Samasee, Hazrat Mere Kalaal,
Murshadaane Baa Safaa Roshaane Zameer Wa Bakamaal
Sadre Bazme Naqshbande Arif Israare Boo,
Mohsine Millat Shehn Shah Mazhare Anwaar Hoo
Jin Ka Pehla Kadam Har Muntahaee Ka Akhreen,
Shah Bahudeen Sakhee Bar Himat O Afareen
Ya Illahi Wasta Khwaja Allahudeen Ke,
Deen Ahmad Par Rahen Sabat Kadem Miskeen Ke
Hazrat Yaqub Charkee Or Obeidullah Shah,
Hazrat Khwaja Zahid Apne Dee Panah
In Nafoose Paak Ke Sadqe Meh Hain Rabeh Ilah,
Dho Jabeene Masiye Alood Se Daageh Gunnah
Baksh De Sadqe Me Yaa Rab Khwaja Darwesh Ke,
Khwaja Amkangee Wa Khwaja Baqee Billa Ke Liye
Ya Ilah Hi Wasita Laaya Hoo Meh Us Shah Ka Rad Nee,
He Too Ne Keya Jin Ka Kabee Bee Wasita
Woh Tere Mehboob Ke Mehboob Be Sheidah Bee Hai,
Ishke Ahmad Me Woh Fannaa Be Hain Or Baqee Be Hain
Qutub Haq Qayoom Millat Shaikh Ahmed Ke Leeye Baksh Da Yaa Rab, Mujadad Alif Aaani Ki Liyeh
Afoo Farmaa Sa Khataee Az Pe Qayyuum Deen,
Ur Wathil Wuskaa Me Sarhind Shamsul Araifeen
Naqshbande Sanee Hazrat Hujatullah Or Zubair,
Hazrat Khwaja Ashraf Jamal Ullah Khair
Hazrat Eesah Muhammed Faizullah Shah,
Hazrat Noor Muhammad Or Faqeer Baadshah
Qibla Alam Janab Hafiz Abdul Kareem,
Hamaale Hukum Shariat Sahibe Khulqe Azeem
Aashane Sire Haq Daane Ramze La Ila Ha,
Wakaf Rahe Haqiqat Fakr Jaee Panah,
Rehmat Hak Ne Bula Kar Le Leyee Aagosh Jaa Rahe,
Fardoseeyoo Ke Alam E Khamosh Meh
Ya Ilah Hi Rehm Farmaa Az Tufaile Haadeyee Deen Mobeen,
Sahibe Noor E Baseerat Hazrat Khwaja Sufi Nawabudeen
Jin Ka Seene Daulat Tawheed Ka Gangeena Hai,
Kalbe Safe Jin Ka Husne Toor Ka Aeena Hai,
Jin Ke Paishaanee Khudee Me Garamee Shabeer Heh
Ya Ilah He Rehm Farma Sahibe Khuda Ke Wasita,
Hazrat Khwaja Sufi Muhammed Aslam Mehboob E Khudaa Ke Wasita
Seena In Ka Mustapha Kay Ishq Say Barpoor Heh,
Dil Manawar, Chehra Roshan Kiya Barsata Noor Heh
Har Taraf Dunya Me Iss Haqiqat Ka Zahoor Heh,
Faize Janaab Se Aishya Toh Kiya Europe Be Noor O Noor Heh
Khwajgaan Naqshbande Kee Mohabat Kar Ataa,
Hasher Meh Bee Saat Inke He Khudda Wanda Utaa
In Ke Sadqe Meh Ho Aajiz Do Jahaan Me Surkharoo,
Bar Karaar Gab Kee Rahe Deen Or Dunya Meh Aabaroo
Ya Ilah Hi Sab Duaa Hi Lutuf See Makbool Hoo,
Jab Chaleh Dunya Se Tere Yaad Me Masghool Hoo

Shajarah Shareef English

Audhu Billahi Min Ash Shaytan Ar Rajim Bismillah Hirahman NiRahim

We seek refuge in Allah from the accursed Satan In the name of Allah, the Most Merciful, the Most Gracious

Ala Inna Awliya ‘Allahi La Khawfun Aalayhim Waa La Hum Yahzanoon; Al-Ladhiyna Aamanuu Wa Kaanuu Yat-Taquun

Behold Verily On The Friends Of Allah There Is No Fear, Nor Shall They Grieve; Those Who Believe And Constantly Guard Against Evil

O Designer And Printer Of The Universe, Design And Fashion Our Hearts.
Design Us In Such A Way That When People See Us They Truly See Us As Naqshbandis
Bestow Your Blessings Upon Our Existing State,
Shower Us With Your Mercy And Look At Your Transgressors With Compassion, O Allah The Great
For The Sake Of Your Greatness O Independent One,
Grant Your Disobedient Servants With Your Infinite Kindness
We Plead For The Sake Of Your Everlasting Excellence, Generosity, Bounty Mercy And Forgiveness
From The Treasures Of Your Blessing There Are No Limits
And There Are No Bounds To Your Endless Favours
How Can Your Shameful Servants Ask For Your Divine Mercy And These Are The Means In Which We Plead:-
Grace Us With The Name Of Your Beloved Hazrat Muhammed Mustapha The Seal Of The Prophets; The Most Noble And Exalted Of All Creation,
The King Of Both Worlds Whom Is Irreplaceable, Unique,
The Possessor And Distributor Of Divine Knowledge And Revelation
Have Mercy Upon Us For The Sake Of Abu Bakr Saddique,
The Master Of Truth, The Great Lover Who Had Captivated The Beauty Of The Prophet.
For The Sake Of Suleiman Faris, The Sincere One
And Hazrat Qasim, The Supreme Leader Of Allah’s Friends.
Shower Us With Your Endless Forgiveness For The Sake Of Your Faithful Spiritual Leader Hazrat Imam Jafar Sadiq
Preserve Our Honour Through The Intercession Of Bayazido Bool Hassan And Boo Ali Faremadee
On The Day Of Resurrection Give Us The Companionship Of Yusuf Hamdanvi, So We Can Hold On To Their Holy Presence
The Great Sufi Masters Abdul Khaliq, Arif Reewagaree And Mahmood Azizah; Who All Reflected On The Beautiful Character Of The Blessed Prophet
The Honoured Baba Samasi And Hazrat Meere Khalal; The Masters Of Complete Purity, Perfection And Enlightened Souls
Their First Step Is Every Masters Last, The Excellent Bahauddin, The Distributor, The Courageous And The Commendable
Oh Lord For The Sake Of Khwaja Allahuddin,
May Your Humble Servants Remain Steadfast On The Religion Of Ahmed
Place Us Under The Protection Of Hazrat Yaqoob Charkee, Obeidullah Shah And Hazrat Muhammad Zahid
O’ Allah For The Sake Of Theses Holy Men, Cleanse The Souls Of Your Disobedient Servants From The Marks Of Sins
Forgive Us O Lord For The Sake Of Khwajah Durwesh, Khwaja Amkangee And Khwaja Baqee Billah
O Lord We Beseech You For The Great Master, The Mediator You Have Never Refused
He Is The Beloved Of Your Beloved And In The Love Of Ahmed Is Mortal And Perpetual
The Everlasting Pole Of Truth, The Great Leader Of The Nation And Forgive Us For The Sake Of Sheikh Mujaddid Alif Thani
Bestow Your Forgiveness Upon Our Faults For The Sake Of The Reviver Of Your Religion, The Everlasting Strength In The City Of Sarhind And The One Who Is The Sun Among The Mystics
The Successor Of The Naqshbandi Order, Hazrat Hujatullah, Hazrat Zubair, Hazrat Khwaja Ashraf And Jamah Ullah, The Men Of Goodness And Piety
Hazrat Eesa Muhammad Faizullah Shah, Hazrat Noor Muhammad And Hazrat Faqir Baadshah
His Eminence The Honourable Hafiz Abdul Kareem, The Bearer Of The Laws Of Islam And The Man Of Great Character
Familiar With Secrets Of The Truth, The Oneness of Allah, The Knower Of The Path Of Reality And The One Who Provides Sanctuary For The Mystics
He Has Been Called To Allahs Divine Presence, Ascending Him To The Highest Station In Heaven
O Allah Have Mercy For The Sake Of The Great Master Of The Beautiful Religion, The One With The Spiritual Insight Hazrat Khwaja Sufi Nawabuddin
Whose Chest Is Enriched With The Unification Of Allahs Treasures And Whose Pure Heart Reflects The Beauty Of Mount Sinai
Whose Forehead Is The Interpretation Of The Book Of Allah And Reflects The Embodiment Of Hazrat Imam Hussain
O Allah Have Mercy Upon Us For The Sake Of Hazrat Khwaja Sufi Muhammed Aslam, The Beloved Of Allah
Their Chest Is Overflowing In The Love Of The Hold Prophet , Their Heart Is Illuminated And Their Face Is Radiant O What Beautiful Sight
This Truth Is Apparent All Over The World; His Blessings Are Continuing To Illuminate Asia And Europe More And More
Grant Us The Love Of The Masters Of The Naqshbandi Order And Raise Us Upon The Day Of Resurrection With These Saints
For The Sake Of These Pious Men Grant Your Humble Servants Success In Both Worlds And Sustain Every Ones Dignity In Religious And Worldly Affairs
OAllah Accept Our Heartfelt Supplication And When We Depart Front This World And Engage Us In Your Remembrance.